Presenting Trending Pakistani Song on Instagram Reels now a Days  Galat Fehmi Lyrics | Translation in English | Azim Azhar | Zenab Fatimah Sultan  Galat Fehmi Song sung by Azim Azhar , Zenab Fatimah Sultan  and Galat Fehmi Song lyrics written by Shakeel Sohail and Tarasti hain nigaahein meri Song  music given by Azaan Sami Khan featuring Mahira Khan, Bilal Ashraf                           


Galat Fehmi Lyrics | Translation in English | Azim Azhar |
Galat Fehmi Lyrics 

   SONG CREDITS

Song Name Galat Fehmi 
Singer(s) Azim Azhar , Zenab Fatimah Sultan
Lyricist(s) Shakeel Sohail
Music(s) Azaan Sami Khan
Featuring Stars Mahira Khan, Bilal Ashraf
Album Superstar (Pakistani Film)


Galat Fehmi Lyrics ,
Tarasti hain nigaahein meri Song Lyrics , Azim Azhar Galat Fehmi Lyrics ,Galat Fehmi Lyrics in English

Galat Fehmi Lyrics In English 

Jaaye kahaan hai wafa yahaan raahegaan
Saahiban jo laga tha kabhi
Woh fareb-e-nazar aasmaan
Ab sharafat nahi ye rivayat nahi baaqi
Ho kisi ki kadar aisi aadat nahi baaqi


Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Sunn kabhi aahein meri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat'ti nahin raatein meri


Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Chaahiye panaah teri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat'ti nahin raatein meri

Dhal nahi jaate
Pal nahi jaate
Doobti hain saansein
Dil aise bhar jaate
Jaate huve lamhon ko
Paas bulaata hai
Thodi si bhi doori dil
Seh nahi paata hai

Sab hai dikhawe
Jhoothe behlaave
Ek hi kadam laaye
100-100 pachhtaave

Bekhabbar tha zara
Par na tha bewafa yaara

Sach thha ya ghalat fehmi
Par khaab nahi jud paate
Dukh dete, jaan lete hain
Taras zara nahi khaate (x2)

Tarasti hain nigaahein meri
Takti hain raahein teri
Chaahiye panaah teri
Yeh kaise main bataaun
Tujhe soti nahin aankhein meri
Kat'ti nahin raatein meri

Ki Khawaaishein pe khabon ki barishein
Azaabon ki kahaan kahin gayi
Dhoop mere hisse ke sawabon ki
Ki dard bhare naalon pe
Kar karam sawalon ke
Kyun sitam hai tera tere chaahne walon pe

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai
Khoya nahi apnaapan
Ehsaas ki raah chuni hai (x3)

Aisa nahi kahin koi hai
Ghalat fehmi jo bani hai


YouTube Video

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box.

Previous Post Next Post